Gurdit

May 30, 2022

Gin Rahi Hu

Gin rahi hu mai,

Tinka tinka,

Har ek tukda,

Jo toota hai,

Aaj mein,

Kal mein,

Hisab jo karna hai,

Milkar ek din,

Inn sab dino ka,

Aur raato ka,

Jo behisab tukdo mein,

Tooti hai,

Jinhe gin rahi hu mai.