Gurdit
Jun 17, 2022
Kabhi kabhi lagta ki,
Kal sab theek ho jayega,
Par woh kal aane par,
Beeta hua kal kisi sapne se kam nahi lagta,
Jo poora hua nahi,
Adhoora sa hai,
Ab bhi,
Kal aane par bhi.