Search
9999
Karte hai nau hazaar nau so ninyaanve cheezein sabke liye,
Par woh ek cheez na karne ke taane nau laakh ninyaanve hazaar, ninyaanve sau, ninyaanve milte hai,
Taareef unn nau hazaar nau so ninyaanve cheezon ki shoonya hai,
Na karein toh hum mein hi,
Ahankaar ka har gunya hai.

Comments