Search
Diwali Ka Chaand
Kaash woh,
Meri nazron se khud ko dekh le,
Chamakte hue sitaaro jaise,
Dekh le,
Kitni roshni uske naam hai,
Dekh le,
Kitna jagmagaya hua mera saara aasmaan hai,
Dekh le,
Wahi Diwali mein bhi ek chaand hai,
Kaash meri nazron se khud ko dekh le woh.
Aaj toh khair,
Tujhe jaane diya,
Khair,
Tu kabhi aaya hi nahi tha thehrne


Comments