Search
Masle Aise
Masle kisi aur ke saath aise hote hi nahi hai,
Naam koi kuch bhi bula le,
Hum jawab dete hi nahi hai,
Baat koi kitni bhi aage badha le,
Hum sangeen hote hi nahi hai,
Koi baat na karein,
Toh hum puchte hi nahin hai,
Fir kyun,
Ghoom firkar,
Baat kaha se kaha aa jaati hai,
Hassi-tatoli mein baat gambhir si ho jati hai,
Masle kisi aur ke saath aise hote hi nahi hai,
Pyaar se koi kuch bhi bula le,
Hum sunte hi nahi hai.

Comments