top of page

Tasveer Ki Nazm

Likhti bada haseen hai woh,

Jaise aankhon saamne nazaare,

Panne par ek tasveer jaise bas gaye ho,

Jaise koi tasveer hi ho.


Tasveerin badi haseen hai uski,

Jaise aankhon saamne nazaare,

Tasveer mein ek nazm likh gaye ho,

Jaise koi nazm hi ho.


 
 
 

Comments


words for the day

bottom of page