Search
Firse Ishq
Ishq aaj firse hua hai,
Aajkal dosto,
Asaani se hota nahi mujhe.
Ishq aaj fir unhi se hua hai,
Aajkal dosto,
Wahi lafzo ne dil ko chua hai mere.
Dhai saalo tak suna nahi jisse,
Dhai akshar hai fir wahi इश्क़ ka,
Dhai minute tak aankhein band kar mai,
Dhai hazaar baar behaal hui.
Ishq aaj firse hua hai,
Aajkal dosto,
Ab jab ishq mein woh baat nahi.


Comments