top of page
Search

Jaane Do Chodo

Jaane do,

Chodo bhi,

Ab kya hi farq hai padta,

Tu hai nahi,

Tu chahiye nahi,

Ab mera dil kuch nahi kehta.


Zaamana chal raha hai,

Zinda toh hai hum,

Par jee nahi rahe,

Jaane do,

Chodo bhi,

Ab kya hi fark hai padta,

Mann hai nahi,

Mann karta nahi,

Ab mera dil kuch nahi kehta.



words for the day

bottom of page