Search


Ruswaiyaan
Ruswaiyaan yeh hai nahi, Roothne ki koi baat maine ki kya? Nazar andaazi ko ab kya kahein, Mai roothungi toh tu manayega kya?
Jan 6, 2022


Shaam Wali Baat
Ek aisi shaam chahiye, Dosto ke sang bas araam chahiye. Pahado ki mitti ki khushboo, Aur thandi lehraati hawa ki awaaz chahiye. Naye...
Jan 3, 2022


Bhatke Ja Rahe Hai
Firse hum wahi soche ja rahe hai, Raato mein aansu bahaye ja rahe hai, Kya koi raatsa tumhe dikh raha hai, Ya andhero mein hi hum yahin...
Dec 28, 2021


Tourists In Our Own Backyard
We're tourists in our own backyard, Remembering details of the past, Wondering if this place would be the same, If someone hadn't left...
Dec 5, 2021


Samjhauta / Sauda
Mera kuch na kehne par bhi, Tera sab kuch yunhi samjhna, Ittefak nahi, Samjhauta hai, Kal ka aaj se, Tera mujhse. Tere kuch na kehne par...
Dec 4, 2021


Takdeer
We're captured, In our own rooms, In our own minds, In our own worlds, And in the lines of our hands. That we often forget, The existence...
Nov 29, 2021


Darwaazo Ke Peeche
Tang kamro ke, Band darwaazo ke peeche, Chupe hai lafz, Khaali kitaabo mein kahin. Tang kamro ke, Band darwaazo ke peeche, Dikhte hai...
Nov 26, 2021


Bas Yun Hi
Siyaahi sookhi hai aaj, Likhe toh kya hi likhe hum, Lafz roothe hai aaj, Kahe toh kya hi kahe hum. Awaaz baithi hai aaj, Gaaye toh kya hi...
Nov 11, 2021


Baat Kyu Nahi
Kyu afsos mein kho rahe hai din hum yunhi, Unki baato mein ab woh pehle jaisi baat kyu nahi. Rakhe duniya jisse paydaan pe yunhi, Unke...
Nov 3, 2021


The Place Or Home
There's a place, Which calls my name, As if it is home, To someone I can call home. But the roads are strange, Of our conversations, So...
Oct 10, 2021


Zindagi
Ek hi toh hai, Zindagi. Aaj hi toh hai, Zindagi. Ab nahi toh kab, Zindagi. Jeeni hi toh hai, Zindagi. Live today because today won't come...
Oct 9, 2021


Yahi/Wahi
Yahi tha fir jo tha, Wahi tha fir jo tha. Kisi khamosh raat mein, Ussi khamoshi mein hui baat mein, Mera tha jo tha, Tera bhi toh tha jo...
Oct 8, 2021