Search


Ghaas Ke Phool
Aaj dhundla sa asmaa tha, Bilkul uss din jaisa, Jis din hum, Uss door wali pahadi ke jharne ki talaash mein gaye the, Jo hume mila, Par...


Aaj Dil
Aaj jo dil thoda, Toota toota sa hai, Tujhse zara sa, Rootha rootha sa hai, Chal aa ab ja, Shaamein bahar ke lekar, Ab dekhe toh zindagi...


Majboor
Yeh lafz naraaz hai, Aajkal rehte kahin door hai, Fir behla fusla kar bulaaye toh, Kehlaate hume majboor hai. #writing #besthindipoetry...
Ek Pal
Saugaate raaton ki dher saari baaton ki, Batao aise kaise bhula dein, Ek pal toh tum ho nahi, Fir yeh zindagi tum par kaise luta dein?...
Andekha / Ansuna
Kahin jo usse lagta hai, Ki sirf mere lafzo mein uska naam hai, Ab usse kya bataye hum, Woh diwali ka andekha chaand hai.. #Diwali...


Chehra
Chehra hai ek shaant sa, Gehra jiska khayal hai, Ishaaro se baatein karein jo, Puche tumhara kya haal hai, Kehdo usse ki aazma le woh,...


Hararat
Ishq ki aisi hararat hui hai, Jaise sardi mein dhoop ki baarish hui hai, Dil behisab hokar kiske liye nazmein likhta hai, Labon par aaj...


Kyun
Waakif hai uske har rukh se, Dil mein khalish fir yeh kyun hai, Talab thi jiski baaho ki, Aaj uski hi kami fir kyun hai, Bezubaan dil ke...


Stories
Kahaaniyaan kam ho gayi hai, Ya shayad kirdaar, Kya kare waqt hota hai hi nahi, Ab milkar baatein karne ka. — Either the stories have...


Muntazir
Kisi ko kehdo idhar dekh le, Bahar aakar ab nikal gayi, Haal kabhi koi puch le, Par ab toh raahe bhi milti nahi. Kehte hai yunhi bas...


Yaar
Kehne ko toh yaar hai, Bas zindagi hi kasurwaar hai. Meethi baatein hazaar hai, Kadwe toh bas ishtehaar hai. Yaadein toh gulzaar hai,...


Haar
Fir aaj yunhi din dhal gaya, Intezaar mein tumhare, Khud ko kehne ko toh tum aaye nahi, Yaadon mein humare. Khaamoshi ke aalam mein, Ye...